Hindi Funny Shayari

Jitne channel Tv ke,
Utne nakhre Biwi ke,
Tv chalta hai remote se,
Biwi chalta hai Note se.

(Characters count: 91)


Yaad hum bhi aapko karte hain
Yaad aap bhi humko karte hain
Farq sirf itna hai ki..
Hum yaad aane par sms karte hain
Aap SMS aane par yaad karte hain.

(Characters count: 150)


Aansu tere nikle aur ankhe meri ho,
Dil tera dhadke aur dhadkan meri ho,
Khuda kare dosti apni itni gehri ho jaye,
Log tujhe peetein jab galti meri ho!
(Characters count: 151)


Dekha tujhe to rooh khush ho gayi,
Ek kami thi vo bhi puri ho gayi,
Pagal hain vo log jo kehte hain ki,
Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!


Apni Surat ka kabhi to didaar de
tadap raha hu kabhi to apna pyaar de
Apni awaaz nahi sunani to mat suna
Kam se kam 1 Missed call hee maar de


Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai,
Msg box bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal hai,
Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai…

(Characters count: 161)


Chappal chhoti ho to PaaOn main nahi aati
Biwi Moti ho to Bahon Main Nahi Aati

(Characters count:79)


Oh menu dekhi jaandi c, main ohnu vekhi jaanda c
Na paper mainu aanda c, na paper ohnu aanda c

(Characters count:95 )


Na tu Sayar hai na tu sayar ka bhatija hai...
Na tu Sayar hai na tu sayar ka bhatija hai...
Tu tere maa baap ke manoranjan ka natija hai.

(Characters count:138 )


Hum LADKE hr kaam m kmal kr de
Jo wada kre wo pura hr hal m kr de
Kya jrurt hai Ldkiyo ko LIPSTICK lgane ki
Hmse khe hm chum-2 k hi lal kr de.